skip to main |
skip to sidebar
SCHOOL KI YAAD......
Aata hai yaad wo school ka zamana ,wo teacher ki hatana phir madam k pas jana.wo ek dosre ko bachana,koi ek pareshan ho to sab ka mil k samjana.wo sath beth kar hasna muskurana,shararat kar k chup jana.wo urdu aur Pak studi k period me sojana,Teacher k jane k bad 'pakau' ka nara lagana.na bhulenge wo din aur na wo baaten,agar kuch hai to bas yaadain he yaadain
No comments:
Post a Comment